Aaoge Jab Tum O Saajana-2
Angana Phool Khilenge. Barsega Saawan, Barsega Saawan Jhoom Jhoom ke.
Do Dil Aise Milenge.
Aaoge Jab Tum O Saajana..
Naina Tere Kajraare Hai,
Naino Pe Hum Dil Haare Hai.
Anjaane Hi Tere Naino Ne
Waade Kiye Kayi Saare Hai.
Saanson Ki Lay Madham Chalein,
Tose Gaye.
Barasega Saawan-2 Jhoom Jhoomke,
Do Dil Aise Milenge Aaoge Jab Tum Ho Saajana..
Chanda Ko Taaku Raaton Mein,
Hai Zindagi Tere Haanthon Mein.
Palkon Pe Jhilmil Taarein Hain,
Aana Bhari Barsaaton Mein.
Sapnon Ka Jahaan, Hoga Khila Khila
Barasega Saawan-2 Jhoom Jhoomke, Do Dil Aise Milenge...