Hain kahan tu kis jahan mein ye bta de mujhko,,
meri tanhai ka ehsas ek bar fir se dila de mujhko,,
na hota hain guzar ab to bin tere ae sanam,,
tu aja pas mere ya karde fanna mujhko,,
dekhe hain hazaro gam ek khushi nasib nahi apne,,
hain kahan tu kis jahan mein ye bta de mujhko,,
ho gaya hain bair her gulistan se ab to,,
tu aja pas mere ya karde fanna mujhko,,
na hoti ab to kisi khushi ko pane ki arzu,,
tu kahin-dur kahin-dur se gam la de mujhko,,
hain kahan tu kis jahan mein ye bta de mujhko,,!