Singers : Kunal, Alka
Jab kabhie main kho jaun to mujhe dhund loge na
Jab kabhie main tanha rahu mera saath doge na
Jab kabhie muskhil ho dagar tum sang chaloge na
Jab kabhie mere behke kadam tum tham loge na
Jab kabhie de aawaz dil tum sun loge na
Jab kabhie toote khwaab to tum bun loge na
Jab kabhie mujhse ho khata mujhe baksh doge na
Jab kabhie meri nam ho nazar tum pyar doge na
Jab kabhie gam aye sanam tum bat loge na
Jab kabhie mere ashu bahe unhe puch loge na
Jab kabhie umr dhal jayegi mujhe yuhi chahoge na
Lo kasam kuch bhi ho sanam tum dur jayoge na
Tum hi meri jaan ho
Tum hi armaan ho
Tum hi dhadkano mein ho sanam
Dil ka yeh wada he
Tumse mera wada he
Jeena marna tere sang he sanam