1.
Wilaadat:
14, Rajab, Hijri-535 Sanjar, Isfahaan Ke Paas, Iran.
2.
ISMeGIRAAMI:
Sayyad Muinud Deen Hasan
3.
Waalid-e-Giraami:
Hazrat Khwaja Gayaasud Deen
4.
Waalida:
Hazrat BIBI Ummul Wara
5.
Waalid Sahab Ka Saaya Utha:
Hijri-544
6.
Shaikh Ibraheem Maj'zub Se Mulaqat:
Hijri-544
7.
Uloom-e-Zaahiri ki Takmil:
Ba-Muqam Samarqand, Bukhara, Hijri-544 se Hijri-550 Tak
8.
Aap k Shohra-Aafaak Ustaad:
Hazrat Maulana Hisaamud Deen
Aur Hazrat Maulana Sharfud Deen
9.
Gaus-e-Aazam Se Mulaqat:
Bagdaad Sharif, Hijri-550
10.
Khwaja Usman Haaruni k Murid Bane:
Hijri-552 Ba-Muqam Harun