Aaj hamara dil toota to
humko yeh ahsaas hua
ek dil humne bhi toda tha
woh bhi to rota hoga
mera maazi mujhse bichhad ke
mujh jaisa hi pagal ho
main jagta hoon raaton ko
kya woh kabhi sota hoga
mere kuchh pal de do mujhko
baaki saare din logon
tum dekhoge tum jo chaho
sab woh hi hota hoga!!