niyat karna
BISMILLAH parhna
dono hath pohancho tak 3 bar dhona
3 bar miswak karna (agar ho to)
3 chulloo pani se 3 bar kulli karna
roza na ho to ghar ghara karna
3 chulloo pani se 3 bar naak mein pani charhana
darhi ho to aus ka khallal karna.
hath paoon ki anguliyo ka khallal karna.
Pure sar ka aik hi bar masah karna
kano ka masah karna
tartib qaim rakhna
pay daar pay wazoo karna . Yani aik auzoo sookhne na paye ke dusra auzoo dholena.