You can easily invite all your friends to peperonity.com. When you log in or register with us, you can tell your friends about exciting content on peperonity.com! The messaging costs are on us.
Namaz-E zanaza farj kufaya hai eshka inkar karne wala kafir hai
namaz-e-zanaza haqiqat me allah tala se dua hai namaz-e-zanaza wajib hone ki wohi sartein hain jo aur namajo ke liye hai
en mein ek sart or jayada hai
wo ye k marne wale ki maut ka ilm ho aur jisko maut ki khabar na hogi esh par namaz-e-zanaza jaruri nhi
namaz-e-zanaza mein kisi majburi k tahet mohalle ya basti k kuch log samil hokar ada kar lein to tamam logo ki taraf se farj ada ho jata hai
khowah ek fard hi keun na ho agr kisi ne bhi ada na ki to sab k sab gunahgar honge
namaz e zanaza me jis qadar log jyadah honge eshi qadar marne wale k haq mein behtar hoga keun k namaz e zanazah duae magfirat ki namaz hai esh liye jyadah se jayadah tadad mein samil hokar ada karein.