hi dosto, apka SID ak bar fir sa hazir ha. kuch naya kehna k liya. ma yaha par 3 sal sa hu. pata nai logo ki sanskar asa hota ha. sex chat, dirty comment, asa kyu karta ha ya log. jab koi asa hota ha ki muja rc karva do xyz.. rupees ka. fir pata nai kaha chala jata ha kuch pata nai chalta. is sa kya hota ha jo log real hota ha us par sa hamara visvas uth jata ha. hum cha kar bhe help nai kar sakta.
ak bar muja bhe asa huva. ak ladki ki request aie. ma bat karta raha. us na muja flirt karti rahi. mara number bhe manga. muja laga ki achi ghar ki lagti ha. da data hu. par fir itna ganda sms, mms, kiya k bat mat pucho. or black mail bhe karna lagi. fir mana card he change kar diya. tab meri age 16 ki the and ma new he pep. ma join huva tha. is liya ladkiyo sa bach kar rehna acha boys be care full. fir hazir ho javu ga. kuch naya lekar. tab tak k liya surakshit raha. apna dhyan rakhiya. jai hind.