You can easily invite all your friends to peperonity.com. When you log in or register with us, you can tell your friends about exciting content on peperonity.com! The messaging costs are on us.
hi friends, kesa ho. aj ak asi bat kehna ja raha hu jo rar baccho k sath hui ha. kahni ki tarha kehta hu.
ak 10year ka ladka ha. uska name rohan(name changed) ha. uski mummy kehta tha ki beta kabhi zurm sahan mat karna. and satiya ka k siva kisi k samna kabhi jukna mat. samna koi bhe bada admi kyu na ho?
ak bar rahul sa kuch galti ho gai. uska ma bap na bohat mara. rahul bol raha tha ki mana nai kiya, mana nai kiya.. koi sunta kyu nai ha ya mana nai kiya.
Mummy- mujsa tu zabn ladata ha. mujsa!?...
rahul- par mummy mana nai kiya ha.
Mummy- ma tuj sa badi hu. sab janti hu..
rahul- ok..
mummy-(fir ak bar pata chala ki rahul ki galti nai the.)vo rahul k pas jakar sorry kaha.
rahul- mana apko kaha tha na ki meri bat suno first. fir bhe ap na nai suni.
Mummy- but sorry beta. agli bar kabhi galti nai hogi. thumari har bat sunu gi. promice to you my dear son.
THE END OF STORY
is sa ma-bap ko ya sikhna chahiya ki vo apna bacho ki bhe suna. kabhi kabhi anjam bohat bura aa sakta ha. bacho k komal dil par asa war kar jata ha ki vo asa kadam utha leta ha ki huma zindgi bhar uska afsos reh jata ha. so aj ki kahani yahi khatam hoti ha. fir mila ga... kuch naya lekar. tab tak k liya bye. comment zarur karna. waiting for comment. apna khayal rakhna. jai hind.